Hum Ne To Mohobbat Chord Di Lekin,
Mohobbat Ne Humain Kahi Ka Na Chora
Meri Khwahish Hai Meri Shayari Ko Tum
Samjho
Ye Aarzu Nahi Ke Log Waah Waah
Karein
Hum to be-panah Mohabbat kar ke bhi haar
gaye,
Aur tumhe kisi ki khush naseeb
kismat ne jeet liya
Na jane kya masumiyat thi us k chehre
par,,
usko manane se zyAda uska ruth
jana accha Laga
gham akelepan ka mitta to nahi,
par aane wali khushi ka ehsaas to hota
hai.
Teri Yaadon ke Siva koi Lamha Guzaara
Nahin,,
ek pal Nahin jab Tumhe Mere Dil Ne
Pukara Nahin
Tere bin Youn Kat Rahi Dariya-e-Zindagi
Mein,
Kashti Bhi Hai Maajhi bhi hai,Kinaara
Nahin.
kyon raat din rote ho uske liye
jo na tha tumhara ek pal ke liye
ashkon se kaho, ab tham bhi jaye
main hun tumhari, tumhe jeena hai mere
liye
kafan na dalo mere chere par mujhe aadat
hai muskurane ki,
na dafanao meri laash ko mujhe abhi
umeed hai meri mehbooba ke aane ki
Zakhm itne gehre hain, izhaar kya karein,
Hum khud nishana ban gaye, waar kya
karein,
Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhein,
Ab is se zyada unka, intezaar kya karein
zazbaato k ‘khel me ‘mohabbat’ ka
‘saboot’ na maango mujhse ….
maine wo ‘aansu’ bhi ‘bahaaye’ hai jo
meri ‘aankho’ me na thee”
Ab Kahan Zarurat Hai Hatho Me Patthar
Uthane Ki,
Todne Wale To, DIL Zubaan Se Hi Tod Diya
Karte Hai !
Bedard kuchh Dost ho gaye hain Humare,
Jo Humara intezar nahin karte.
Kbhi Humein Hzaaron message kiya karte
the,
Ab to Yaad bhi nahi karte.
Dard me koi mausam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota.
Koi dekhe to humari bebsi,
Hum sabhi k ho jate hain
Par koi humara nhi hota.


Nice post...
ReplyDeleteमैं आपके बारे में सिर्फ़ इतना ही कहना चाहूँगी की आपकी लेखन कला काफ़ी उत्कृष्ट है जो कि इस शायरी से झलकती है| आप बस ऐसे ही लिखते रहे और हम यहाँ बार-बार आते रहेंगें|
ReplyDeleteधन्यवाद!